Hair straighten wax ghar par kaise banaye/how to make hair straighten wax in home



Hello Dosto Main Hoon Sujit aur mai Mere is blog mein main aapka Hardik Swagat Karta Hoon.Dosto aaj main aapko batane Wala Hoon Ki Baal Khade karne wala hair wax aap apne ghar par hi kaise bana sakte hain?

dosto waise toh hair wax ki jagah Jyada tar log hair gel ka istemal Karte Hain. lekin hair gel Lagane se Logo ke baal Safed hone ki samasya bhi shuru ho jati hai. isliye ab Log hair gel ko chodkar hair wax Lagane Lage Hai.


Dosto hair wax Lagane se Baal Safed nahi hote aur Hamare Baal Jyada der tak ek hi position Mein Rehte hai. Dosto ab hum aap ko batate hai Ki Kaise aap apne ghar par hi hair wax bana sakte hai. iske liye aapko mombatti aur Nariyal ke Tel ki jarurat padegi.

Process to make hair straghting wax/hair straghting wax kaise banaye


– Sabse Pehle dukan se 30 Mambattiyan khareed kar laaye aur use Chote Chote tukdo Mein Chaku ke dwara Katkar Kisi bhi bartan mein Garam Karke  pighala le.

 – pighal Jaane Ke Baad aap use Neeche Utar Le aur thanda Karle. Thanda hone ke baad mein aap usme apni jarurat ke hisab se Nariyal Tel Mila le aur kisi airtight dabbe mein rakh De. Uske baad isko fridge Me rakh de.
Is tarah aapka hair wax ban jaayegaa

Baal Khada karne ke liye ghar par hair wax kaise banaye/benefits of hair wax


Ab Jab Bhi aapko Apne Baal Khade karne ho toh thoda sa wax Apne Haath Mein Lekar Apne Balo ko Sukha kar Lagaye aur kanghi ke Madhyam se apne Balo ko Apna pasandeeda shape de.

Tags:- how to make hair wax at home,hair wax making ingredients list and name,hair wax making,price of hair wax,hair straight karne ke liye ghar par hair wax kaise banaye,

Leave a Comment