Ek gmail account se bane do YouTube channel ko switch kaise kare

Aap ek Google account se 200 youtube channel Tak Mannage kar sakte hai. halaki YouTube par aap ek Samay Mein Ek Hi channel  istemal kar sakte hai.
How to merge 2 YouTube channel in 1 gmail account 
agar aapne ne ek hi Google account se Ek Se Jyada YouTube channel connect kiya hai to aap is article Mein Bataye Gaye step se dono channel ko switch kar sakte hain. Hum is article me kuch step Bata rahe hai JisKe jariye aap YouTube par Apne 2 channel ke beech switch kar sakte hain aayiye is article Par Ek Nazar daalte Hain.
–> channel switch karne ke liye in step ko follow kare
Step1. sabse Pehle YouTube application kholkar account icon par jaaye. 
Step2. Ab Apne naam ke sath maujood Arrow par tap kare
Step3. Ab is list me se aap wo channel chun sakte hain jise aap istemal karna chahte hai
–> Iske Alawa agar aap do alag alag Google account ke beech YouTube par switch karna chahte Hai To Ye Tarika Apna sakte hai.
Step1. Sabse Pehle YouTube application kholkar account icon par jaye.

Step2. Yahan Diye Gaye switch account par Tap karke aap jis Google account ka istemal karna chahte hain use chun sakte hai. 
Tags: YouTube par channel kaise banaye,YouTube par account kaise banaye

Leave a Comment