Hangout application par apna last seen kaise hide kare

WhatsApp Aur Hike messenger Ki Tarah aap Hangout Application par bhi apna last seen hide kar sakte hai.  is feature ke dwara aapka last seen Kisi bhi hangout user ke sath share nahi hoga. Hum Aaj aapko is article Mein batayenge ki  Kis Tarah aap apne computer se hangout  ka last seen hide kar sakte hai. 
How to hide last seen in hangout application 
Hangout Application par aap kabhi bhi last seen enable ya disable kar sakte hai.  agar aap bhi Ye Tarika Janna chahte hai to is article ko last Tak Jarur padhe.  Hamare dwara Bataye Gaye step ka follow karke aap hangout par Apna last seen hide kar sakte hain.
—> follow this step to hide last seen in hangout application||hangout par apna last seen hide karne ke liye in step ko follow kare
Step1. Sabse Pehle Hangout Application mein chat par Apne naam ke paas maujood dropdown Arrow per click kare
Step2. Yahan Diye Gaye “show when you were last active” option Ke Samne Diye Gaye checkbox per click kare.

Itna karte hi Hangout Application par aapka last seen hide ho jayega. Mujhe Umeed hai ki aap ko Hamara Ye article Jarur Pasand Aaya hoga.ye Hangout application par apna last seen hide karne ka sabse aasan tarika hai.

Leave a Comment